Jo Tum Mere Ho

by Anuv Jain

hindibeginner
Chords used
C#mG#mAB
Key0
Size
Hairan hun ki kuch bhi naa
maangoon kabhi main
Jo tum mereho
Aisa ho kyun ki
lagta hai haasil sabhi hai
Jo tum mereho
Jo tum mereho
To main kuch nahi mangu duniya se
Aur tum ho hi nahi
To main jeena nahi chahu duniya me
Aur nazron mei mere
Ek jahan hai,
jahan tu aur main ab saath hain
Aur wahan koi nahi
Tu aur main hi, haay..e
Aur aaoge, aiseaaoge
Teri meri kya yeh raahein yunjudi hain
Aur raahon mei bhi jo tumaaye kabhi
Hum toh pyaar se hi marjaayenge
Aur aaoge, aiseaaoge
Teri meri kya yeh raahein yunjudi hain
Aur raahon mei hi jo tumaaye nahi
Hum toh phir bhi tumhe hichahenge
Jo Tum MereHo
Toh main kuch nahi maangoon duniya se
Puchhe tu
Ki tujhmei main kya dekhta hoon
Jab chaaron taraf aaj
kitne hi saare na zaarein hain
Jaane naa tu
Khud ko yun, naa jaane kyun
Nazrose mere yaha dekhona khudko zara
Zulfon se, kaisezulfon se
Teri chhupti pyaari-pyaari simuskaan hai
Aur nazrein jhuki aurnazrein athi
Toh main kya hi karoon Barbaad main
Tere honthon ko, terehonthon ko
Jinse rakhti mere pyaare-pyaarenaam hain
Aur dil ka tere aurdil ka tere
Ab main kya hi kahoo, kyabaat hai!
Aur haan, dekhoyahaan
Kaise aayi do dilon ki yeh baarat hai
Par kya khula aasmaan
Ya phir laai yahan zoron se barsaat hai
Chahe ho chhaye bhibaadal toh
Chahein phir bhi tumhe, kya pata tumko?
Maangoon naa kuch aurjo
Tum mere .. 

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play