2Dekho, dekho, kaisi baatein yahan ki
3Hain saath par, hain saath naa bhi
5Dekho, dekho, jaise mere iraade
6Waise kahaan tere yahan the
7Haan, kitni naadanmain
8Mere husn ke ilaawa kabhi
10Haaye, pal mein main pighal jaaun,haan
11Ab aisa na karo ki diljud na paye wapis
12Teri baaton se bikhar jaaun,haan
13Maana zamana hai diwaana
15Tere liye main kaafihun
16Dekho, dekho, yeh zamane se thak kar
17Aate ho kyun maasoom ban kar?
18Tere liye main kya hihun?
19Phir aate kyu yahan karne
20aankhon mein hobaarish?
21Ab aaye to thehar jaaonaa
22Aur ucho na zara meredin ke bare me bhi
23Bas itne mein sambhal jaaun,haan
24Haan, ek din kabhikoi
25Jab bhi padhe kahaniTeri
26Lagta mujhe mere naamka
27Zikr kahin bhi hoganahin
29Meri ye aankhon me, aankhon me todekho
30Dekho, yeh dil ka haal kya
31Honthon se hota naa byaan
32Meri yeh aankhon me, aankhon me todekho
34Milke bhi na mujhe mila
35Meri yeh aankhon me, aankhon me todekho
37Maangu, main maangu aur naa
38Meri yeh aankhon me aankhon me todekho
39Dekho, dekho, kaisi kheenchi lakeerein
40Chahe bhi dil toh bhi naa jeete
41Main iss daud meinnahi
42Dekho, dekho, kaisi baatein yahan ki
43Baatein yahi dekhun jahan bhi
44Main iss daur senahin