Humsafar

by Akhil Sachdeva

hindiintermediate
Chords used
GCDBmEmAm
Key0
Size
Sun zaalima mere
Sanu koi darr na
Ki samjhega zamaana
Oh tu vi si kamli
Main vi sa kamla
Ishqe da rog sayaana
Ishqe da rog sayaana
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saanse chalti jidhar
Rahunga bas wahin umrabhar
Rahunga bas wahin umrabhar haaye
Jitni haseen ye mulakaatein hai
Unse bhi pyaari teri baatein hai
Baaton mein teri jo khojaate hai
Aaun na hosh mein mainkabhi
Baahon mein hai teri zindagi haaye
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Main toh yoon khada kis
Soch mein pada tha
Kaise jee raha tha maindeewana
Chupke se aake tune
Dil mein samaa ke tune
Chhed diyakaisa yefasana
Oh muskurana bhi tujhi seseekha hai
Dil lagaane ka tu hi tareeka hai
Aitbaar bhi tujhi sehota hai
Aaun na hosh mein mainkabhi
Baahon mein hai teri zindagi haaye
Hai nahi thapata
Ke tujhe maan loongakhuda
Ki teri galiyon mein iskadar
Aaunga harpeher
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saanse chalti jidhar
Rahunga bas wahin umrabhar
Rahunga bas wahin umrabhar, haaye

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play