Teri Mitti

by B Praak

hindibeginner
Chords used
CAmF
Key0
Size
Talwaron pe sar vaar diyeAngaron mein jism jalaya haiTab jaake kahin humne sar peYeh kesari rang sajaya haiAe meri zameen afsos nahiJo tere liye sau dard sahe
Mehfooz rahe teri aan sadaChahe jaan meri yeh rahe na rahe
Ae meri zameen mehboob meriMeri nas nas mein tera ishq baheFeeka na pade kabhi rang teraJismon se nikal ke khoon kahe
Teri mitti mein mil jawaanGul banke main khil jawaanItni si hai dil kiaarzuTeri nadiyon mein beh jawaanTeri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil kiaarzu
Sarson se bhare khalihan mereJahaan jhoom ke bhangda paa na sakaAabad rahe woh gaon meraJahaan laut ke wapas ja na sakaHo watna ve, mere watna veTera mera pyaar nirala tha
Kurbaan hua teri asmat peMain kitna naseebon wala tha
Teri mitti mein mil jawaanGul banke main khil jawaanItni si hai dil kiaarzuTeri nadiyon mein beh jawaanTeri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil kiaarzu
O Heer meri tu hasti raheTeri aankh ghadī bhar na hoMain marta tha jis mukhde peKabhi uska ujala kam na hoO maayi meri kya fikar tujheKyun aankh se dariya behta hai
Tu kehti thi tera chaand hoon mainAur chand hamesha rehta hai

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play