Zindagi Kaisi Hai Paheli

by Manna Dey

hindibeginner
Chords used
CGF
Key0
Size
Zindagi, kaisi hai paheli,haaye
Kabhi to hansaaye,kabhi ye rulaye
Zindagi, kaisi hai paheli,haaye
Kabhi to hansaaye,kabhi ye rulaye
Kabhi dekho man nahi jaage
Peechhe peechhe sapnon kebhaage
Kabhi dekho man nahi jaage
Peechhe peechhe sapnon kebhaage
Ek din sapno ka raahi
Chala jaaye sapno keaagekahaan
Zindagi, kaisi hai paheli,haaye
Kabhi to hansaaye,kabhi ye rulaye
Jinhone sajaaye yaha mele
Sukh dukh sang sangjheley
Jinhone sajaaye yaha mele
Sukh dukh sang sangjheley
Wahi chunkar khaamoshi
Yun chale jaayeakelekahaan
Zindagi, kaisi hai paheli,haaye
Kabhi to hansaaye,kabhi ye rulaye

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play