Zaalima

by Raees

hindibeginner
Chords used
EmCDG
Key0
Size
Kya use tadpana ozaalima, ozaalimaJo tereishq mein behka pehle se hi
Kya use behkana ozaalima, ozaalima 
Aankhe marhaba,baatein marhaba Mainsau martabadeewanahua
Mera na raha jabse dil mera
Tere husn kanishanahua
Jiski har dhadkan tu ho aise
Dil ko kya dhadkana, ozaalima, ozaalimaJo terikhatir tadpe pehle se hi
Kya usey tadpana, ozaalima, ozaalima 
     
     
Saanson mein teri nazdeekiyon ka Itrr tu gholde, gholde
Main hi kyun ishq zaahir karun Tu bhi kabhi bolde, bolde
Saanson mein teri nazdeekiyon ka Itrr tu gholde, gholde
Main hi kyun ishq zaahir karun Tu bhi kabhi bolde, bolde
Leke jaan hijaayega meri
Kaatil har terabahaanahua
Tujhse hi shurutujhpe hi khatam
Mere pyaar kafasaanahua Tushamma hai toh yaad rakhna
Main bhi hoon parwaana, ozaalima, ozaalimaJo terikhatir tadpe pehle se hi
Kya usey tadpana ozaalima, ozaalima 
Deedaar tera milne ke baad hi
Choote meri angdaayi
Tu hi bata de kyun zaalima mainkehlayiKyunis tarah se duniya jahan mein
Karta hai meri ruswayi
Tera kusoor aur zaalima mainkehlayi 
Deedaar tera milne ke baad hi
Choote meri angdaayi
Tu hi bata de kyun zaalima mainkehlayi 
Tu hi bata de kyun zaalima mainkehlayi 

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play