Alvida

by Life In A Merto

hindiadvanced
Chords used
DBmGEmABG#mG#C#mFmBb
Key0
Size
Chupke se kahin,dheeme paon se
Jaane kis tarah, kisghadi
Aage badh gaye,humse raah mein
Par tum toh abhi theyahi
Kuch bhi na suna,kab ka tha gila
Kaise keh diya alvi
da
    
Jinke darmiyaanguzri thi abhi
Kal tak yeh meri zinda
gi
Dono baahon ko,thandi chaanv ko
Hum bhi kar chale alvi
da
Alvida, alvida, meriraahein alvida Merisaansein kehati hai, alvi
da
Alvida, alvida, abkehna aur kya Jabtune keh diya, alvi
da
    
Sunle bekhabar, kyunaankhein pher kar
Aaj tu chali jaadhoondegi nazar
Humko hi magar harjagah Aisi raaton meinleke karvate,
Yaad hamein karnaAur phir haar kar
Kehna kyun magar, kehdiya
Alvida, alvida, koipooche to zara Kyasocha aur kaha, alvi
da
Alvida, alvida, abkehna aur kya Jabtune keh diya, alvi
da
    
Hum the dil jale,phir bhi dil kahe
Kaash mere sang aajhote tum agar
Hoti har dagar gulsitaa Tumse hai khafa,hum naaraaz hai
Dil hai pareshaansocha na suna
Tune kyun bhala kehdiya
Alvida, alvida, koipooche to zara Kyasocha aur kaha, alvi
da
Alvida, alvida, abkehna aur kya Jabtune keh diya, alvi
da
    
Dono baahon ko,thandi chaanv ko
Hum bhi kar chale alvida

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play