O Saiyyan

by Ajay Atul

hindiintermediate
Chords used
CGmFA#G#Fm
Key0
Size
Meri adhoori kahaani
Lo daastaan banngayi 
Ho Tune chhuaa aaj aise
Main kya se kyaban gayi 
Sehme huey sapne mere haule-haule
angdaiyaanle rahe 
Thehre huey lamhe mere nayi-nayi
gehraiyaanle rahe 
Zindagi ne pehni hai muskaan
Karne lagi hai
itna karam kyun na jaane 
Karvat lene lage hai armaan phir bhi
hai Aankh num kyun naa jaane OSaiyyan... 
Odhu teri kaaya Solah
sigaarmain saja loon 
Sangam ki ye raina isme
tyonhar mainmana loon 
Khushboo teri choo ke 
kastoori main hojaaun
Kitni pheeki thi main 
sindoori main hojaaun
Sur se zara behki huyi meri
duniya thi badibe-suri 
Sur mein tere dhalne lagi Bani re
piya main banibaansuri 
Zindagi ne pehni hai muskaan
Karne lagi hai
itna karam kyun na jaane 
Karvat lene lage hai armaan phir bhi
hai Aankh num kyun naa jaane OSaiyyan... 

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play