I Love My India

by Hariharan

hindiintermediate
Chords used
EAmCFDmG
Key0
Size
London Dekha Paris Dekha
London Dekha Paris Dekha
Aur Dekha Japan
Michael Dekha Elvis Dekha
Sab Dekha Meri Jaan
Saare Jag Mein Kahin Nahin Hai
Doosra Hindustan
Doosra Hindustan
Doosra Hindustan
Ye Duniya Ek Dulhan
Ye Duniya Ek Dulhan
Dulhan Ke Maathe Ki Bindiya
Ye Mera India
Ye Mera India
I Love My India
I Love My India
Jab Chheda Malhar Kisi Ne
Jhoomke Saawan Aaya
Aag Lagi DiPaani Mein Jab
Deepak Raag Sunaaya
Saat Suron Ka Sangam Ye
Jeewan Geeton Ki Maala
Hum Apne Bhagwaan Ko Bhi
Kehte Hain Baansuri Waala
Baansuri Waala
Baansuri Waala
Ye Mera India
I Love My India
I Love My India
Peehu PeehuBole Papiha
Koyal Kuhu Kuhu Gaaye
HansteRoteHumne Jeewan
Ke Sab GeetBanaye
Ye Saari Duniya Apne
Apne Geeton Ko Gaaye
Geet Vo Gaao Jisse
Is Mitti Ki Khushboo Aaye
Mitti Ki Khushboo Aaye
Ye Mera India
I Love My India
I Love My India

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play