Bas Ek Baar

by Soham Naik

hindiintermediate
Chords used
CDmFGAmEm
Key0
Size
Meri nazron ko tunesapna dikhaya
Jagayamujhe raatonmein
Dabi dabi saansomekhushbu le aaya
Kabhi jo naathi raahonmein
Aisa mera dil kabhi na tha
Jaisa yeh ho gaya
Karamaat teri haiyeh
Bas ek baar tumkodekhne ko tarsu
Maano nakehnamera
Main toh bas ek baar
tumko dekhne ko tarsun
Kehta haidil yehmera
   
Aate aatetum le aana
Be mausam ki kuchbaarishe yahan
Aadhe aadhebheege dono hon
Phir apni kuchkhwahishein riha
Aisa mera dil kabhi na tha
Hairaan bewajah
Saugaat teri haiyeh
Bas ek baar tumkodekhne ko tarsu
Kehta haidil yehmera
Haan bas ek baar tumko
dekhne ko tarsun
Kehta haidil yehmera
    
Baithe baithesoche tumko
Do ankhein hibunti kahaniyaan
Hanste hanstebaatein karte
Ik dooje sekhwaabon ke darmiyaan
Aisa mera dil kabhi na tha
Is baar ho gaya
Khurafat teri haiyeh
Bas ek baar tumkodekhne ko tarsun
Kehta haidil yehmera
Haan bas ek baar tumko
dekhne ko tarsu
Maano nakehnamera
Main toh bas ek baar tumko
dekhne ko tarsun
Kehta haidil yehmera

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play