Om Shaanti Om

by Kishore Kumar

hindibeginner
Chords used
F#C#BD#
Key0
Size
Meri umar ke naujawaano,
La la la la, la la lala.
Dil na lagaana odeewano,
La la la la, la la lala.
Ae, meri umar ke,naujawaano,
Dil na lagaana, odeewano,
Maine, pyaar karke, 
Chain khoya, neendkhoyi,
Arre jhooth to, kehtenahin hai,
Kehte nahin hai log koi. 
Ae, pyaar se, badhkarnahin hai,
Badhkar nahin hai rogkoi.
Chalta nahin hai, dil dekeyaaron,
Is dil pe zor koi. 
Chalta nahin hai, dil dekeyaaron,
Is dil pe zor koi. 
Is rog ka nahin hai ilaaj
Duniya mein aur koi.
To gaao,om shaanti om,shaanti shaanti om
Om shaantiom,shaantishaanti om
Mainekisi ko,dil dekekar li,
Raateinkharaab dekho. 
Mainekisi ko,dil dekekar li,
Raateinkharaabdekho.
Aaya nahin abhi takudhar se,
Aaya nahin abhi takudhar se,
Koi jawaabdekho.
Woh na kahenge to,khudkashi
Bhi kar jaaoonga mainyaaron,
Woh na kahenge to, khudkashi 
Bhi kar jaaoonga mainyaaron,
Woh haan kahenge to bhi khushi se
Mar jaaonga main yaaron.
To gaao,om shaanti om,shaanti shaanti om
Om shaanti om,shaantishaanti om 

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play