Mubarak Ho Tumko

by Nadeem Shravan

hindibeginner
Chords used
GmCF
Key0
Size
Tere Maathe Ki
Bindiya ChamaktiRahen
Tere Haathon Ki
MehndhiMehekthi Rahen
Tere Jode Ki RonakSalamat Rahen
Teri Chudi HameshaKhanakti Rahen
Mubarak Ho Tumko YeShadi Tumhari
Mubarak Ho Tumko YeShadi Tumhari
Sada Khush Raho TumDua Hai Hamari
Tumhare Kadam ChumeYe Duniya Sari
Tumhare Kadam ChumeYe Duniya Sari
Sada Khush Raho TumDua Hai Hamari
TumhareLiye Hain
Baharon KeMausam
Na AayeKabhi
Zin dagi MeinKoyi Gham
Hamara HaiKya Yaar
Hum HaiDeewane
HamariTadap To
Koyi Bhi NaJaane
Mile Na Tumhe Ishq MeinBekarari
Mile Na Tumhe Ishq MeinBekarari
Sada Khush Rahon TumDua Hai Hamari
Mubarak Ho Tumko YeShadi Tumhari
Sada Khush Raho TumDua Hai Hamari
Ke Janmon KeRishte
Nahin TodeJaate
Safar MeinNahin
Hum safar ChhodeJaate
Na Rasmo-Rivaajo Ko
Tum BhoolJaana
Jo Li HaiKasam
To Isse Nibhaana
Ke Humne To TanhaUmar Hai Guzari
Ke Humne To Tanha Umar HaiGuzari
Mubarak Ho Tumko YeShadi Tumhari
Sada Khush Raho TumDua Hai Hamari

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play