Zindagi Maut Na Ban Jaye

by Roop Kumar Rathore

hindibeginner
Chords used
DGC
Key0
Size
Zindagi maut naban jaye sambhaloyaro 
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil me jalalo yaro 
Zindagi maut naban jaye sambhaloyaro 
Ik taraf pyarhai chahat hai wafadari hai  
Ik taraf desh mein, desh mein
Ik taraf deshmein dhokha hai gaddari hai  
Bastiyaan sehmi hui sehma chaman sara hai
Gam me kyu dooba hua aaj sab nazara hai
Aag paani ki jagah abra jobarsaayenge 
Lehlahaate huye sab khet jhulas jaayenge 
Jaayenge jaayenge 
Kho raha chain-o-aman
Haan mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil me jalalo yaro 
Zindagi maut naban jaye sambhaloyaro 
Chand sikko keliye tum na karo kaam bura  
Na karo kaambura, na karo kaam bura  
Na karo kaambura, na karo kaam bura  
Har buraai kasada hota hai anjam bura  
Har buraai ka bas hota hai anjam bura 
Anjam bura, anjam bura, anjambura 
Anjam bura, anjambura
Zurm waalo ki kahan umra badi hai yaro
Inki raahon me sada maut khadi hai yaro
Zulm karne se sada zulm hi haasil hoga
Jo na sach baat kahe woh koi buzdil hoga 
Sarfarosho ne lahu de ke jise sincha hai 
Aise gulshan ko ujadne sebacha lo yaro 
Zindagi maut naban jaye sambhaloyaro 

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play