Waqt Ne Kiya

by S.D Burman

hindibeginner
Chords used
F#mEF#D
Key0
Size
Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam 
Tum Rahe Na Tum, Hum Rahe Na Hum  
Beqaraar Dil Iss Tarah Mile 
Jis Tarah Kabhi, Hum Juda Na The
Tum Bhi Kho Gaye,
Hum Bhi Kho Gaye
Ek Raah Par
ChalKe Do Qadam
Jaayenge Kahan, SoojhtaNahin
Chal Pade Magar Raasta Nahin
Kya Talaash Hai,
Kuchh Pata Nahin
Bun Rahe Hain Din,
KhwaabDum-B-Dum

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play