Phir Aur Kya Chahiye

by Arijit Singh

hindiintermediate
Chords used
EBAC#mF#mAm
Key0
Size
Badle Tere Maahi
Laake Jo Koyi Saari
Duni ya Bhi Dede AgarToh
Kise Duniya Chahi ye
Tu Hai Toh Mujhe
Phir AurKya Chahiye
Phir AurKya Chahiye
Kisi Ki Na Madad
Na Dua Chahiye
Tu Hai Toh Mujhe
Phir AurKya Chahiye
Sunn Haaniye
Jind Jaaniye
Sau Baar Janam LoonTo Bhi
Tu Hi Hum dum Har Dafa Chahiye
Tu Hai Toh Mujhe
Phir AurKya Chahiye
Phir AurKya Chahiye
Tu Hi Re Tu Hi Re
Tu Hi Re Ni Heeriye
Tu Hi Re Tu Hi Re
Tu Hi Re Ni Heeriye
Tu Meri Main Hoon
Tera Ranjha
Ho Jab Tak Teri Neend NaToote
Ugta Nahi HaiSoorajMera
Khwaab Rahe Kis Kaam KeMere
Khwaab Se PyaraTu SachMera
Sunn Haaniye JindJaaniye
Zakh mon KoMere
Mar ham Ki Jagah
Bas Tera Chua Chahiye
Tu Hai Toh Mujhe
Phir AurKya Chahiye
Phir AurKya Chahiye
Kisi Ki Na Madad
Na Dua Chahiye
Tu Hai Toh Mujhe
Phir AurKya Chahiye

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play