Urvasi Urvasi

by A.R Rahman

hindiintermediate
Chords used
C#mF#mG#mEBF#
Key0
Size
Marhaba, marhaba marhaba,
 .. 
Urvashi urvashi
take it easyurvashi
Ungli jaisi dubli ko,
nahin chahiyepharmacy
Jeet ka mantra hai,
take it easypolicy
Chaar din ki chandni,
yeh jawanifantasy
Urvashi urvashi
take it easyurvashi
Jaanti hohindi mein
pyaar kekitne akshar
Bol domeri khatir,
pyaar kedo hi akshar
Jeet ka mantra hai,
take it easypolicy
Chaar din ki chandni,
yeh jawanifantasy
Chitrahar mein bijli ud gayi
Take it easypolicy
Padhne par bhi fail ho gaye
Take it easypolicy
Baap ne bola, amma ka dushman
Take it easypolicy
Paap kare, aur ganga nahaaye
Take it easypolicy
Urvashi urvashi
take it easyurvashi
Jaanti hoitna to
Badan meinlaakhon naadi
Bata do mujhko itna
Kahan mainpyaar ki nadi
Jeet ka mantra hai,
take it easypolicy
Chaar din ki chandni,
yeh jawanifantasy
Nazar ke mil jaane se hi,
shil to bhang nahinhota
Billiyan na shakahari,
har koi Raam nahinhota
Bhalayi kabhi auraton ki,
kranti ke bina nahinhogi
Zamana badal gaya pyare,
purani baat nahinhogi
Film dekhne woh nahin aayi
take it easypolicy
Bagal seat par buddhi ho to
take it easypolicy
Sunday ko bhi chhutti na ho
take it easypolicy
Pyar kare aur note bhi maange
take it easypolicy
Urvashi urvashi
take it easyurvashi
Agar ladki ko andhere mein
Aankh maari to hogakya
Agar aazadi na ho to
Swarg milne se hogakya
Class mein figure nahin ho to
Wahan padhne se hogakya
Bees ki umar ka jo hai khel
Satth mein khel ke hogakya

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play