Parda Hai Parda

by Mohammed Rafi

hindiintermediate
Chords used
F#mEDAB
Key0
Size
Shabab Pe Main Zara Si
Sharab Phekunga
Kisi Hasin Ki Taraf Ye Gulab fekunga 
 
Parde Ke Pichhe Parda Nashin Hai
Parda Nashin Ko Be Parda Na Kar DuTo
Akbar Mera Nam NahinHai 
Parda Hai Parda...
Main Dekhta Hoon Jidhar,
Log Bhi Udhar Dekhen
Kahan Thaharati Hai Jakar,
Meri NazarDekhen 
Mere Khwaabon Ki Shahazaadi, 
Main Hoon Akbar Ilahabaadi 
Main Shayar Hun Haseeno Ka, 
Main Aashiq Mahajabinon Ka 
Tera Daaman Na Chhoduunga,
Main Har Chilman Ko Todunga
Na Dar Zalim Zamaane Se,
Ada SeYaBahane Se
Zara Apani Surat Dikha De,
Sama Khoobsurat Bana De
Nahin To Tera Nam Leke,
Tujhe Koi Ilzaam Deke
Tuzko Is Mehfil Me Rusva Na Kar DuTo
Akbar Mera Nam NahinHai 
Parda Hai Parda...
Khuda Ka Shukra Hai,
Chehara Nazar To Aaya Hai
Haya Ka Rang Nigaahon Pe,
Phir Bhi Chhaya Hai 
Kisiki Jaan Jaati Hai,
Kisiko Sharm Aati Hai 
Kisiki Jaan Jaati Hai, 
Kisiko Sharm Aati Hai 
Koi Aansoo Bahata Hai, 
To Koi Muskurata Hai 
Satakar Is Tarah Aqsar,
Maza Lete Hain Ye Dilabar
Yahi Dastur HaiInaka,
Sitam Mashahur Hai Inaka 
Khafa Hoke Chehara Chhupa Le,
Magar Yaad Rakh Husn-Waale
Jo Hai Aag Teri Jawani,
Meraa Pyar Hai Sarz Paani
Mai Tere Gusse Ko Thanda Na Kar DuTo
Akbar Mera Nam NahinHai 
Parda Hai Parda...

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play