Hume Jabse Mohabbat Ho Gayi Hai

by Alka Yagnik

hindiintermediate
Chords used
FCGAmDm
Key0
Size
Hume jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniyakhoobsurat ho gayi hai
Hume jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniyakhoobsurat ho gayi hai
Hamen jabse mohabbatho gayi hai
Fijaaon mein nayi ekroshani hai
Hawaaon mein ajab sitaazgayi hai
Tum is waadime mujhsemilrahi ho
Jamin lagata hai jaise ga rahi hai
Nayi rutki mahurat ho gayi hai
Ye duniyakhoobsurat ho gayi hai
Hai lipate dhund me dilkashnazaare
Nadi khaamosh haichup hainkinaaren
Hai ek chhotisi kashtiaurhum hai
Chale jaate hain laharonke sahaare
Suhaaniapani sangat ho gayi hai
Ye duniyakhoobsurat ho gayi hai
Main kheton mein bani pagdandiyon par
Tumhara haath thaamenchal raha hun
Hai pighala sham kesuraj kasona
Magar mainsirf tumko dekhata hun
Ajab isdil ki haalat ho gayi hai
Ye duniyakhoobsurat ho gayi hai
Ye saare log bilakulbekhbarhain
Main dil hi dil me sapnebun rahihun
Nigaahen jo tumhaarikahrahi hai
Main inankhon se wo sab sun rahi hun
Anokhiapani chaahat ho gayi hai
Ye duniyakhoobsurat ho gayi hai
Hume jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniyakhoobsurat ho gayi hai

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play