Tum Ho Mera Pyaar

by K.K

hindiintermediate
Chords used
C#mABDmA#C
Key0
Size
Jism se rooh tak haitumhare nishan
Bann gaye tum merizindagi
Jab se tum ho mile,
jaan-o- dil hai khile
Tumse waah basta hai, harkhushi
Tum ho mera pyar tumse haikarar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha tumse haikhumar
Tumko hi sajaya maine khwabo mein
Tum ho mera pyaar tumse haikarar
Tumko hi basaya maine yadon me.. 
Jab mile nahi the tum,
na thi khushiyaan nagham
Tum mile to badle
zindagi ke yeh mausam
Ho sunn raha hai jo dua
mera rab hai tujhmein
Har jagah tha kuch kam mila
mujhe sab tujh mein
Raat din dekhna
tujhko aadatmeri
Yun tujhe chaahna
hai ibaadatmeri
Tum ho mera pyar tumse haikarar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha tumse haikhumar
Tumko hi sajaya maine khwabo mein
Tum ho mera pyaar tumse haikarar
Tumko hi basaya maine yadon me.. 
Jism se ruh tak haitumhare nishan
Bann gaye tum merizindagi
Aankhein sehra meri,
tu hai bheega ekbaadal
Meri khwahishon mein tu,
teri liye main paagal
O ho tu hai behti nadi,
dooba dooba mainsahil
Main hoon tujh mein fanaa,
tu hi mera hai haasil
Jab se tu osanam,
meri baahon meinhai
Ek ujaala sadil,
ki panaahon meinhai
Tum ho mera pyar tumse haikarar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha tumse haikhumar
Tumko hi sajaya maine khwabo mein
Tum ho mera pyaar tumse haikarar
Tumko hi basaya maine yadon me.. 

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play