Mat Aazma Re

by K.K

hindibeginner
Chords used
CmG#A#D#
Key0
Size
Mat aazma rephir se bula re
Apna bana lehoonbekaraar
Tuzko hi chahadil hai ye karta
Haan betahashatuzse hipyaar
Hasratein baar baar baar baar
yaar ki karo
Khwaahishein baar baar baar baar
yaar ki karo
Chaahatein baar baar baar baar
yaar ki karo
Mannatein baar baar baar baar
yaar ki karo
    
    
Hum zaar zaar rote hain
Khud se khafa bhi hote hain
Hum ye pehle kyun na samjhe
Tum fakht mere
Dil ka karaar khote hai
Kahan chain se bhi sote hai
Humne dil me kyun bichaaye
Shaq ye gehre
Hasratein baar baar baar baar
yaar ki karo
Khwaahishein baar baar baar baar
yaar ki karo
Chaahatein baar baar baar baar
yaar ki karo
Mannatein baar baar baar baar
yaar ki karo
Tere hi khwaab dekhna,
teri hi raah taakna
Teri hi vaaste hi hai
meri har wafaa
Teri hi baat sochna,
teri hi yaad odhna
Teri hi vaste hai meri hardua
  
Tera hi saath maangna,
teri hi baah thamna
Mujhe jana nahi kahi terebina
Tu mujhse phir na roothna,
kabhi kahin na chootna
Mera koi nahi yahan teresiva
Hasratein baar baar baar baar
yaar ki karo
Khwaahishein baar baar baar baar
yaar ki karo
Chaahatein baar baar baar baar
yaar ki karo
Mannatein baar baar baar baar
yaar ki karo

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play