Bijuria

by Sonu Nigam

hindibeginner
Chords used
CA#GmF
Key0
Size
Tujhe lage na najariya,
kyun na odhe tu chunariya
Tuze lage na najriya odh le chunriya
Thirchhi nigahe mere dil pe giraye 
re bijuria, bijuria
Haye tera sharmana, tauba tera itraana
Jo bhi dekhe ho jaye woh diwana tera  
Sone jaisa tan tera, uff bhola pan tera
Mujko bhi kar gaya deewana tera  
O sun baki re gujariya,
yahi bole hai dagaria
Sun baki re gujariya, bole ye dagaria
Lachke kamariya to chhalkegagariya
ki luti re bajaria
Naina matwale ye bal gugrale ye
bhole bhale dil pe chalaye chhuriya.  
Mehki hawayen bhi yahi gunguye ki
dil se dil milale aa mitaye duriyan.  
O sun baki re gujariya,
ho main hun tera hi sawariyan.
O sun baki re gujariya,tera ye sawariyan
Tuj pe hi marta hai Naam terekarta hai
sari umariya
Khwabon ki tu rani hai,
geeton ki jawani hai
Tere bina ab kahin lage na jiya  
Itni si kahani hai, tu hi zindagani hai
goriya ye tune kaisa jadoo hai kiya  
O sun baki re gujariya,
haan meri bholi si bawariyan
O sun baki re gujriya bholi si bawriya
Teri angdaayi mere Dil ko hai bhayi 
chhayi banke badariya

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play