Papa Kehte Hain

by Udit Narayan

hindibeginner
Chords used
CAmFG
Key0
Size
Papa kehte hai
bada naam karegaa
beta hamara
aisa kaam karegaa
magar yeh to, koi najaane
ki meri manzil he kahaa
Papa kahte hai
bada naam karegaa 
 ...... 
Baithe hai mil ke,Sab yaar apne
sabke dilo main,armaan yehhai
    
Baithe hai mil ke,Sab yaar apne
sabke dilo main,armaan yehhai
woh zindagi main,kal kyaa banegaa
har ik nazar ka,sapnaa yehhai
koi engineer kakaam karegaa
business mainkoi
apnaa naam karegaa
magar yeh to, koi najaane
ki meri manzil he kahaa
Papa kahte hai
bada naam karegaa 
 ...... 
Mera to sapnahai ek chehra
Dekhe jo uskojhoome bahar
    
Mera to sapnahai ek chehra
Dekhe jo uskojhoome bahar
Gaalon mein khilti
kaliyon ka mausam
Aankhon mein jaadu
honthon mein pyaar
Banda yekhoobsurat
kaam karegaa
Dil ki duniya mein apna
naam karegaa
Meri na zar se dekho toyaaron
ki meri manzil he kahaa
Papa kahte hai
bada naam karegaa

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play