1Ishk jaise hai ik aandhi,ishk hai ik tufan
2Ishk ke aage bebas hai duneeya me har iljam
3Ishk me sab diwane hain, ishk me sab hairan
4Ishk me sab kuch mushkil hai ishk me sab aasan
5Dekho pyare ye najare yeh diwane ye parwane
7Hay tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
8Ho gaya hai kaisa yeh kamal kyakahe
9Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
10Dhum tara dhum tara dhum ma
11Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
12Dhum tara dhum tara ham
13Dil toh ik rahee jana dil kee tum manjil ho
14Dil toh hai ik kashtee jana jiska tum sahil ho
15Dil na phir kuchh mange jana tum agar hasil ho
16Dil toh hai meraa tanha jana aao toh mehfil ho
17Ishk se hee saree khushiya ishk hee barbadee
18Ishk hai pabandee lekin, ishk hee ajadi
19Ishk kee duneeya me yaro, khwab kee aabadee
20Ho gaya woh jisko manjil, ishk yeh dikhladee
21Dekho pyare yeh najare yeh diwane yeh parwane
22Yeh ishk me kaise gum
23Hay tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
24Ho gaya hai kaisa yeh kamal kyakahe
25Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
26Dhum tara dhum tara dhum ma
27Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
28Dhum tara dhum tara ham
29Tumko puja hai tumharihee ibadat ki hai
30Hamne jab ki hai toh phiraise mohabbatki hai
31Hamne jab ki hai toh phiraise mohabbatki hai
32Dil meraa pagal hai jana, isko tum behlado
33Dil me kyun halchal hai jana mujhko tumsamzado
34Dil ka jo aanchal hai jana isko tum lehrado
35Julf jo badal hai jana, mujhpe tum barsado
36Jana leke jaya hai, teraa yeh diwana
37Jan tujhpe mit jayega, teraa yeh parwana
38Jana mere dil me kya hai, tumne yeh na jana
39Jana tujhko yad aayega, meraa yeh afsana
40Dekho pyare ye najare yeh diwane ye parwane
41Yeh ishk me kaise gum
42Hay tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
43Ho gaya hai kaisa yeh kamal kyakahe