Kuch Bhi Ho Jaye

by Praak

hindibeginner
Chords used
F#mAC#m
Key0
Size
Main baarish ka mausam hoon
Tujhe ek din bhaaunga
Ho do din deke khushiyaan
Hashar tak le aaunga
Main baarish ka mausam hoon
Mera aitbaar na karna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyaar na karna
Ho akhiyan hongi teri
Fir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyaar na karna
Tumne sudhaara tha
Tumne bigada hai
Tumne kiya jo kiya
Hum to kabhi na the
Yun bewaffa par
Tune bana diya
Tumne sudhaara tha
Tumne bigada hai
Tumne kiya jo kiya
Hum to kabhi na the
Yun bewaffa par
Tune bana diya
Ho Jaani kolon door reh
Tainu samjhawan
Mera ki pata mainkal mar jaawan
Ho Jaani chhod chuka hai
Ab to maut se darna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na
Ho akhiyan hongi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Main itna badal
Chuka hoon sanam
Tujhse judaaiyan kar ke
Ke ab mazaa aane
Laga hai mujhe
Bewafaaiyan kar ke
Main itna badal
Chuka hoon sanam
Tujhse judaaiyan kar ke
Ke ab mazaa aane
Laga hai mujhe
Bewafaaiyan kar ke
Soch tere baare
Junoon mil jaata hai
Chhod kisi ko sukoon mil jaatahai
Ho pata nahi kab kiski
Hai baahon mein marna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Ho akhiyan hongi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play