Yaad Karke

by Gajendra Verma

hindiintermediate
Chords used
EmCDBmGAm
Key0
Size
Itna batana yeh sach hai kya 
Teri zindagi mein koyi aur aa gaya
Itna ba tana aisa tha kya 
Jo main na kar paya usne kardiya
Ho ab main dhoond raha hoon
Tujhko galiyon mein
Meri jaan tere bina main adhoora
Tu me ri aur main tera jab yehkaha tha
Aa bhi jaa tere bina na jee sakoonga
Yaad kar ke ab bas roun tujhe 
Yaad kar ke ab basroun tujhe 
Ho yaadein teri saari raat sone nadein
Yaad kar ke ab bas roun tujhe
Ho ho ho o oho o oo
ho o oo  
Yaad kar ke ab basroun tujhe 
Oh sanam maine khaayi thi qasam
Tujhe dunga pyar har dum tujhe
Ab jo koyi aur de raha
Mujhe pata hai tujhe kam lagta hoon main
Par ab bhi tere dil mein basa hoon main
Sunle apne dil ki zara
Ho ab main dhoond raha hoon
Tujhko galiyon mein
Meri jaan tere bina main adhoora
Tu meri aur main tera jab yeh kaha tha
Aa bhi jaa tere bina na jee sakoonga
Yaad kar ke ab bas roun tujhe 
Yaad kar ke ab bas roun tujhe 
Ho yaadein te ri saari raat sone nadein
Yaad karke ab bas roun tujhe
Itna ba tana yeh sach hai kya 
Teri zindagi mein koyi aur aa gaya
Itna ba tana aisa tha kya 
Jo main na kar paya usne kar diya
Yaad kar ke ab bas roun tujhe
Yaad kar ke ab bas roun tujhe
Ho yaadein te ri saari raat sone nadein
Yaad kar ke ab basroun tujhe

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play