Alag Aasmaan

by Anuv Jain

hindiintermediate
Chords used
FA#CAmDm
Key0
Size
Nayi nahi hai yebaatein wahi
Fir is mod par hummile hai
Na jaane abb milengehum kabhi
To ruk jaao ik palyaha pe
Ye naram chaadaron kisilwate
Tujhe abhi bularahi hai
Na jaao durr inseyeh kahe
Ye sukoon kaha pe haihaasil?
Dil ko mere yeh haipata
Ke milo ka ye faasla hai
Alag Aa smaan bhi hai tokya?
Ye dil na maane 
Ye gaadiyo ki aisidaud sa
Tera bhi dil daudta hai
Haa ja rahe ho durrtum to kya?
Me he to dil kamusaafir
To ik baar fir tu haskezara
Dekh le meri inaankhon me
Me kaid kar lu har wo paltera
Teri ye baatein
Jo hai
Toh or kya hai yebaateinbta?
Kyu ab din bhi dhalta
nahi ye naho to?
Tum udhe jarahe
Ye aasmaan me khidkiyo se
dekh tu pahaadon ko
yun chote se lage
Hai kitne bade jo hosaamne 
Durr jo haikhade
Unhe bhi yeh hamaari zindagi
yun titliy on si chotichoti silage
Hai kitni badi nhijaante 
Khaali ghartera
Yeh chaabiy on ki goonjaise
Tujhe dara rhi, tu darnanahi
Me hu yahi par 
Ab Alag Aasmaan hai
Aur hai zameen bhi kuchalag si
Par milogey jab kabhi,
to dekhna tabhi
Me kuch alag nahi 

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play