Ye Jo Halka Halka Suroor Hai

by Nusrat Fateh Ali Khan

hindibeginner
Chords used
DAGBm
Key0
Size
Ye jo halka halkasuroor hai
Ye teri nazar kakusoor hai
Ke sharaab peenasikha diya
Ye jo halka halkasuroor hai
Ye teri nazar kakusoor hai
Ke sharaab peenasikha diya
Tere pyaar ne terichaah ne
Teri behki behkinigaah ne
Mujhe ek sharaabibana diya
Sharaab kaisi khumaar kaisa
Ye sab tumhari nawaeishen hain
Pilayi hai kiss nazar se tu ne
Ke mujhko apnikhabar nahi hai
Teri behki behkinigaah ne
Mujhe ek sharaabibana diya
Sara jahan mast Jahaka nizammast
Tum mast sheesha mast
Sab mast jaammast
Din mast raat mast
Sahr mast shaammast
Yun jo saaqi hartarah ki
Tere maikhane maihai
A woh bhi thori si
Jo in aankhon ke
Pai maanay mein hai
Sab samajhta hoon teri
ishvaagari ai saki
Kaam karti hai nazar,
naam hai maikhane ka
Teri behki behki...
Tera pyaar hai merizindagi
Bus meri zindagi tera pyaar hai
BUs meri zindagi tera pyaar hai
Na namaaz aati hai mujh ko
na wuzu aata haiSajda kar leta hun
jab saamnay tu aata hai
Bus meri zindagi...Tera piyaar hai
Bus meri zindagi tera pyaar hai
Meri Meri Meri
Bus meri zindagi tera pyaar hai
Haan meri zindagi Teri yaad Hai
Meri Badagi
Jo teri khushi wohmeri khushi
Jo teri khushi wohmeri khushi
Ye mere junoon kahai mojza
Ye mere junoon kahai mojza
Jahan apne sar kojhuka diya
Wahan mein ne kaababana diya
Mere baad kiss ko sataao ge
Mere baad kiss ko sataao ge
Mein ne un ke saamne
awwal-to-khanjar rakh diya
Phir kaleja rakh diya dil rakh diya
sar rakh diya Aur arz kiya
mere bad kisko sataao ge
Mujhe kis tarha se mitaao ge
Kahan ja ke teerichalaao ge
Meri doosti kibalaayen lo
Mujhe haath utha karduaaein do
Tumhein ek kaatilbana diya

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play