Rang Aur Noor Ki Baarat

by Madan Mohan

hindiintermediate
Chords used
GmDCA#GF
Key0
Size
Rang aur noor ki baraat
kise pesh karun
Ye muraa don ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karoon
Maine jazbaat nibhaye hain
usu lon ki jagah
Apne ar maan pirolaya hun
phu lon ki jagah 
Tere chehre ki
Tere chehre ki ye saugaat
kise pesh karun
Ye muraa don ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karoon
Ye meresher mere
aakhri naz raane hain
Main un ap non mein hoon
Jo aaj se begaane hain
Betaa luq si mulaaqaat
kise pesh karun
Ye muraa don ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karoon
Surkh jode ki tabotaab
mubaa rak ho tujhe
Teri aan khon ka nayakhwab
mubaa rak ho tujhe
Ye meri khwaahish ye khayalat
kise pesh karun
Ye muraa don ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karoon
Kaun kahta hai ke chaahat pe
sabhi ka haq hai
Tu jise chaahe terapyaar
usi ka haq hai
Mujhse kahde
Mujhse kahde main tera haath
kise pesh karun
Ye muraa don ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karoon

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play