1Jabb zhero diya mere bhaarat ne
2Bhaarat ne mere bhaaratne
3Duniya ko tab ginati aayi
4Taaron ki bhasha bharatne
5Duniya ko pehli hai sikhalayi
6Deta na dashamlo bharatto
7Yuhh chaand pe jaana mushkil tha
8Dharati aur chaand ki doori ka
9Andaazha lagana muzhkil tha
10Sabhyatha jaha pehle aayi
11Pehle janmi hai jaha pekala
12Apna bharat woh bharathai
13Jisake picche sansar chala
14Sansar chala aur aage badha
15Yuh aage bada badhata higaya
16Bhagwan kare yeh aurbadhe
17Badhata hi rahe aur phulephale
19Hai preet jaha ki reet sada
20Main geet waha ke gata hoon
21Bharat ka rehnewala hoon
22bharat ki baat sunata hoon
23Kale gore ka bhednahi
24Har dil se hamara naata hai..eee
25Kuch aur na aata ho humko
26Hume pyar nibhana aata hai..eeee
27Jisse mann chuki saari duniya..2
28Main baat wahi dohrata hoon
29Bharat ka rehnewala hoon
30bharat ki baat sunata hoon
31Jeete ho kissi ne desh tohkya
32Humne toh dilon ko jeeta hai..eeeee
33Jaha ram abhi tak hai nar main
34Naari main abhi tak seeta hai..eeee
35Jitane pawan hai log jahaa
36Main neet neet shish zhukata hoon
37Bharat ka rehnewala hoon
38bharat ki baat sunata hoon
39Itani mamata naddiyon kobhi
40Jaha maata kehke bulate hai...eeeee
41Itana aadar insaan toh kya
42Patthar bhi pooje jaate hai..eeeee
43Uss dharti pe maine janam liya
44Yeh soch ke main itarata hoon
45Bharat ka rehnewala hoon
46bharat ki baat sunata hoon