Chahun Main Ya Naa

by Aashiqui 2

hindiintermediate
Chords used
AmGFCEmE
Key0
Size
Tu hi ye mujhko
bata de
Chahun main ya na 
Apne tu dil ka
pata de
Chahun main ya na 
Tu hi ye mujhko
bata de
Chahun main ya na
 
Apne tu dil ka
pata de
Chahun main ya na 
Itna bata doon tujhko
Chahat pe apni mujhko
Yun to nahi
ikhtiyaar
Phir bhi yeh socha dil ne
Ab jo laga hoon milne
Poochu tujhe ek
baar
Tu hi ye mujhko
bata de
Chahun main ya na 
Apne tu dil ka
pata de
Chahun main ya na 
 
 
 
 
Aisi kabhi
pehle
Huina thi
khwahishein
Kisi se bhi
milne Ki na
ki thi
koshishein
Uljhan meri
suljha de
Chahun main ya na 
Aankhon aankhon mein
jata de
Chahun main ya na 
Mere chote chote khwaab hain Khaabon mein
geet hain Geeton mein
zindagi hai
Chaahat hai
preet hai Abhi main na dekhoon
khwaab wo Jin mein na
tu mile Le khole
honth maine
Ab tak the
jo sile
Mujhko na jitna mujh pe
Utna is dil ko tujh pe
Hone laga
aitbaar
Tanha lamhon mein apne
Bunti hoon tere sapne
Tujhse hua mujhko
pyaar
Poochungi tujhko
kabhi na
Chahun main ya na 
Tere khaabon mein ab
jeena
Chahun main kyun na 
 
 
 
 
 
 
Tu hi ye mujhko
bata de
Chahun main ya na 
Apne tu dil ka
pata de
Chahun main ya na 

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play