Khuda Bhi Jab Tumhe

by Mohit Chauhan

hindibeginner
Chords used
BmAGEm
Key0
Size
Khuda bhi jab tumhe
Mere paasdekhta hoga 
Khuda bhi jab tumhe
Mere paasdekhtahoga
Itni anmol cheez
De di kaisesochta hoga 
Tu bemisaal hai
Teri kya misaal dun
Aasma se aayi hai
Yahi keh ke taal dun
Phir bhi koi jo puchhe
Kya hai tu kaisi hai
Haatho mein rang leke
Hawa mein uchhal dun
Hawa mein uchhal dun
    
Jo bhi z een tere paon tale aaye
Kadmo se chhuke woaasma hojaaye 
Tere aage phike phike sare singarhai
Main to kya farishte
Bhi tujh pe nisaar hai
Garmi ki shaam hai tu
Jhaado ki dhoop hai
Jitne bhu mausam hai
Tere karzdar hai
Tere karzdar hai
Chehara hia yaa jadu 
Roop hai ya khwabhai
Aankhe hai yaaafsana
Jism yaa kitaab hai 
Aaja tujhe mian padh lun
Dil mein utaar lun
Hotho se main tujhe
Aankho se pukaar lun
Khwahishe yeh kehti hai
Kehti rehti hai
Leke tujhe baaho mein
Shaame guzar dun
Shaame guzar dun
Khuda bhi jab tumhe
Mere paasdekhta hoga 
Itni anmol cheez
De di kaisesochta hog 

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play