Maula Sun Le Re

by Papon

hindiintermediate
Chords used
DBmGF#mA
Key0
Size
Mera kaun hai tere siva
Maula tu hi toh haibas mera
Nikla hoon sach ki talaash mein
Yeh jag toh haimaaya tera
Maula sun le re
Khudaya o mere
Maula sun le re
Mera man jo kahe
Sun jab se dil ki pukaar hai
Utha kaisa yesawaal hai
Nahi ab khabar na khayal hai
Hua kya ye merahaal hai
Maula sun le re
Khudaya o mere
Maula sun le re
Mera man jo kahe
Mera kaun hai tere siva
Maula tu hi toh haibas mera
Nahi ab khabar na khayal hai
Chadha kaisa yekhumaar hai
Lagta nahi hogi sehar
Naa jhuke agar tohkatenge sar
Ye jhoot pe hai pale huve
Ye jo doodh ke haindhule huve
Inhe kya khabar nahi jaante hai
Ki ye lab mere hainahi sile
Mera kaun hai tere siva
Maula tu hi toh haibas mera
Nikla hoon sach ki talaash mein
Yeh jag toh haimaaya tera
Maula sun le re
Khudaya o mere
Maula sun le re
Mera man jo kahe
Maula sun le re
Khudaya o mere
Maula sun le re
Mera man jo kahe

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play