Matlabi Yaariyan

by Neha Kakkar

hindibeginner
Chords used
F#D#mBC#
Key0
Size
Kyun beech mein yeh deewarein hain
Badhne lagi yeh dararein hain
Hai wajah kuchhwajah
In dooriyon ke ishare hain
Samundar mein doobe kinare hain
Har jagah harjagah
Soyi nazar meinsau dard jaage
Bikharti gayi mainjod jod dhaage
Haariyan
Yaaramatlabi thi teriyariyan
Haariyan
Yaaramatlabi thi teriyaariyan
Yaariyan
Yaaramatlabi thi teriyariyan
Ishq mein thi kitnikhaamiyan
Bas mili hain badnaamiyan
Ishq mein thi kitnikhaamiyan
Bas mili hain badnaamiyan
Dil ke musafir ne dekhi hain
Har pal nakaamiyan
Saare khwab tuteaakho ke aage
Bikharti gayi mainjod jod dhaage
Haariyan
Yaaramatlabi thi teriyaariyan
Yaariyan
Yaaramatlabi thi teriyariyan
Jhoothi sajna ki yaari
Jhoothi thi woh daavedari
Jhuthi nikli dilo ki saudebaziyan
Haariyan
Yaaramatlabi thi teriyaariyan
Yaariyan
Yaaramatlabi thi teriyariyan

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play