Jaan Hai Meri

by Amaal Malik

hindiintermediate
Chords used
GEmCDBmAm
Key0
Size
Aaye The IsTarah Se Tum
Jaise Koyi Ho KhwaabNaya
Bas Yaadein RehGayi Dekho
Hum Mein Tum Mein Jo Tha NaRaha
Ho Puchhta Hoon Main Khud Se
Door Kyun Raha Tujhse
Jaate Jaate Sun Le TuZara
Labon Pe Naam Hai Tera
Haan Dil Mein Yaad HaiTeri
Tu Mera Na Hua Toh Kya
Tu Phir Bhi Jaan HaiMeri
Tujhko Apna Kabhi
Kehne Se Pehle Socha Nahi
Khwaab Mein Bhi Tera
Dil Tod PayaNahi
Maine Yeh Zindagi
Tere Hi Naam Likh DiMeri
Kismaton Se Tujhe Par
Jod PayaNahi
Ho Ho Puchhta Hoon Main Khud Se
Aur Kya Kahun Tumse
Jo Tujhe Banade BasMera
Labon Pe Naam Hai Tera
Haan Dil Mein Yaad HaiTeri
Tu Mera Na Hua Toh Kya
Tu Phir Bhi Jaan HaiMeri
Jis Din Yeh Tujhe Bhool Gaya
Us Din Tham Jayega
Yeh Dil Kuchh Na Kar Payega
Na Ek Pal Bhi Jee Payega
Meri Tarah Tujhko Jab Ek Din
Ho Hi Jayega
Yeh Ishq Tab Samajh Mein Aayega
Tu Khud Ko Rok Na Payega
Aaoge EkDin Chal Ke
Meri Raahon Pe TumDekhna
Ho Ho Dhadkano Ko Saanson Ko
In Akeli Raaton Ko
Intezaar Kab Se HaiTera
Labon Pe Naam Hai Tera
Haan Dil Mein Yaad HaiTeri
Tu Mera Na Hua Toh Kya
Tu Phir Bhi Jaan HaiMeri

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play