Husna

by Coke Studio

hindibeginner
Chords used
BmBF#G
Key0
Size
Lahore ke uss Pehle jile ke 
Do pargana mein pahunche 
Resham gali ki Dooje kucheke
Chauthe makaan mein pahunche 
Aur kehte hai jiskoDooja mulk uss 
Pakistan mein pahunche 
Likhta hun khat mein Hindustan se 
Pehlu e Husna meinpahunche
O Husna 
Main to hun baitha O Husna meri 
Yaadon purani mein khoya 
Pal pal ko ginta Pal pal kochunta
Beeti kahanimein khoya 
Patte jab jhadte Hindustanmein
Yaadien tumhari ye bolein 
Hota ujala, Hindustanmein,
batein tumhari ye bolein 
O Husnaa meri yeh tobatado
Hota hai aisa kya Uss gulistanmein
Rehti ho nanhee kabutar seegum tum jahaan 
O Husna
Patte kya jhadte hain Pakistan mein
Vaise hi jaise jhadte yahaan 
O Husna
Hota ujala kya vaisa hi hai
Jaisa hota Hindustan mein haan 
O Husna
Woh heeron ke ranjhe Ke nagmein mujhko 
Ab tak aa aake sataien 
Woh Bulley Shah ki Takriro ki, 
jheene jheene saaye 
Woh Id ki iddi Lambinamazey
Seyvaiyon ki jhaale 
Woh Diwali key diye sang mein 
Baisakhi ke badal 
Holi ki woh lakdi jinmein
Sang sang aanch lagai 
Lohdi ka woh dhuan jis mein 
Dhadkhan hai sulgai 
O Husna meri ye toh batado 
Lohdi ka dhuan kya ab bhinikalta hai
Jaisa nilkalta tha ussdaur mein vahaan 
O Husna
Ke heeron ke ranjhon ke Nagmein kyaab bhi
Sune jaate hai haan vahaan 
O Husna
Aur rota hai raaton mein Pakistankya vaise hi
jaise Hindustan 
O Husna

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play