Ye To Sach Hai Ki Bhagwaan Hai

by Hariharan

hindibeginner
Chords used
AmCEG
Key0
Size
Yeh to sach hai ki bhagwanhai
Hai magar phir bhee anjanhai
Dharati pe roop ma bapka
Us vidhata kipehchanhai
Janmdata hai jo
nam jinse mila
Thamkar jinaki unglee hai
bachpan chala
Kandhe par baithke
jinke dekha jahan
Gyan jinse mila kya
bura kya bhala
Itne upkar hain kyakahe
Yeh batana naa aasanhai
Dharati pe roop ma bapka
Us vidhata kipehchanhai
Janam deti hai jo
ma jise jag kahe
Apanee santan mein
pran jiske rahe
Loriya hothon par
sapne bunatee najar
Nind jo var de,
hanske har dukh sahe
Mamta ke rup me haiprabhu
Aapse paya vardanhai
Dharati pe roop ma bapka
Us vidhata kipehchanhai

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play