Pyaar Hua Chupke Se

by Kavita Krishnamurthy

hindibeginner
Chords used
DCGA
Key0
Size
Dil ne kaha chupke se
Ye kya hua chupke se
Kyon nayelag rahe
hain ye dharti gagan
Maina poochha
to bo li ye pagli pawan
Pyaar hua chupke se
Ye kya hua chupke se
Titliyon se ye suna
Maine kissa baagh ka
Baagh mein thi ek kali
Sharmeeli anchhui
Ek din manchala
bhan vra aagaya
Khil uthiwoh kali
paaya roopnaya
Poochhtithi kali
ki mujhe kyahua
Phool hanse chupke se
Pyaar hua chupke se
Maine baadal se kabhi
Ho maine baadal se kabhi
Ye kahaani thi suni
Parvaton ki ek nadi
Milne sagar se chali
Jhoomtighoomti
Ho naachtidolti
Kho gayiapne sagar
mein jaakenadi
Dekhlepyaar ki
aisi jaadugari
Chaand khila chupke se
Pyaar hua chupke se
Kyon nayelag rahe
hain ye dharti gagan
Maina poochha
to bo li ye pagli pawan
Pyaar hua chupke se
Ye kya hua chupke se

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play