Karoge Yaad To

by Bhupinder Singh

hindibeginner
Chords used
FG#FmC#
Key0
Size
Karoge Yaad ToHar BaatYaad Aayegi 
Guzarte WaqtKi Har MaujThehar Jayegi 
Yeh Chand Beete Zamanon Ka Aaina Hoga
Bhatakti Abra Mein Chehra Koi Bana Hoga
Udaas Raah KoiDastaan Sunayegi 
Karoge Yaad ToHar BaatYaad Aayegi 
Barasta Bheegta Mausam Dhuan - Dhuan Hoga
Pighalti Shammon Pe Dil Ka Mere Guma Hoga
Hatheliyon KiHeena YaadKuchh Dilayegi 
Karoge Yaad ToHar BaatYaad Aayegi 
Gali Ke Modh Pe Soona Sa Koi Darwaaza
Tarasti Aankhon Se Rasta Kisika Dekhega
Nigaah DoorTalak JaakeLaut Aayegi 
Karoge Yaad ToHar BaatYaad Aayegi 

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play