Darkhaast

by Arijit Singh

hindiadvanced
Chords used
GBmEmDCAmF
Key0
Size
Iss qadar.. 
Tu mujhe pyaar kar.. 
Jisey kabhi na mainsakoon
Phir bhula.. 
Zindagi.. 
Laayi humein yahaan.. 
Koi iraada tohraha hogabhala
Ki darkhaast hai yeh
Jo aayi raat hai yeh
Tu meri baahon meinduniyabhula de
Jo ab lamhaat hai yeh
Bade hi khaas hai yeh
Tu meri baahon meinduniyabhula de
........... 
Raahonmein meresaath chal tu
Thaamemerahaath chal tu
Waqt jitnabhi ho haasil
Saaramerenaam kar tu
Waqt jitna bhi ho haasil
Saara mere naam kar tu..... 
Ki armaan hai yeh
Guzaarish jaan hai yeh
Tu meri baahon meinduniyabhula de
Jo ab lamhaat hai yeh
Bade hi khaas hai yeh
Tu meri baahon meinduniyabhula de
............ 
Lamz jismon pe aise sajaye
Baarishon se bhi woh dhul na paaye
Tu meri baahon meinduniya bhula de... 
Ho naksh lamhon pe aise banaye
Muddaton se bhi woh mit na paaye
Tu meri baahon meinduniya bhula de... 
Hmm.. tuzse to hun mai yunbohat mutasir
Par kya karoon main hoonek musafir
Kaisi khushi haijisme nami hai
Jaane tu ye yajaane na, o? 
Jo ab lamhaat hai yeh
Bade hi khaas hai yeh
Tu meri baahon meinduniyabhula de
Jo ab lamhaat hai yeh
Bade hi khaas hai yeh
Tu meri baahon meinduniyabhula de
Ki darkhaast hai yeh
Jo aayi raat hai yeh
Tu meri baahon meinduniyabhula de

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play