1Ye mahalo ye takhtoye tajo kiduniya
2Ye insan ke dushmansamajo kiduniya
3Ye daulat kebhukherawajo ki duniya
4Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
5Ye duniya agar mil bhijaye tokya hai
6Har ek jism ghayal har ek ruh pyasi
7Nigaho me uljhandilo meudasi
8Ye duniya haiya alame-badhavasi
9Ye duniya agar mil bhi jaye to kya hai
10Ye duniya agar mil bhijaye tokya hai
11Yahan ek khilona hai insan kihasti
12Ye basti hai murdaparasto kibasti
13Yahan par tojiwan sehai maut sasti
14Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
15Ye duniya agar mil bhijaye tokya hai
16Jawani bhatakti hai badakar bankar
17Jawan jism sajte haibazarbankar
18Yahan pyarhota haiwyopar bankar
19Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
20Ye duniya agar mil bhijaye tokya hai
21Ye duniya jaha adami kuchh nahi hai
22Wafa kuch nahidosti kuch nahi hai
23Yaha pyarki kadrhi kuch nahi hai
24Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
25Ye duniya agar mil bhijaye tokya hai
26Jala do ise funk daalo ye duniya
28Jala do ise funk daalo ye duniya
29Mere saamane se hata lo ye duniya
30Tumhaari hai tum hi snbhaalo ye duniya
31Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai