Dil Cheez Kya Hai

by Asha Bhosle

hindiintermediate
Chords used
CGFAmEm
Key0
Size
Dil cheez kya hai
aap merijaan lijiye,
Dil cheez kya hai
aap merijaan lijiye;
Bas ek baarmera kaha,
Bas ek baarmera kaha,
maan lijiye,
Bas ek baarmera kaha,
maan lijiye.
Dil cheez kya hai
aap merijaan lijiye.
Is anjuman meinaap ko,
Is anjuman mein,
aah,aahaahaah?
Is anjuman meinaap ko,
Is anjuman meinaaaap ko
aana hai baarbaar,
Aana hai baarbaar.
Deevaar-o-dar koghaur se,
Deevaar-o-dar koghaur se,
pehchaan lijiye,
Deevaar-o-dar koghaur se,
pehchaan lijiye.
Dil cheez kya hai
aap merijaan lijiye.
Maana ke doston ko nahin,
Doston, doston ko nahin?
Maana ke doston ko nahin
, dosti kapaas,
Lekin yeh kya keghair ka,
Lekin yeh kya keghair ka,
ehsaan lijiye,
Lekin yeh kya keghair ka,
ehsaan lijiye.
Dil cheez kya haiaap meri
jaan lijiye.
Kahiye to... 
Kahiye to aasmaan, ko, 
Kahiye to aasmaan ko zameenpar,
utaar laay en.
Mushkil nahin hai kuch bhi,
Mushkil nahin hai kuch bhi agar,
thaan lijiye,
Mushkil nahin hai kuch bhi agar,
thaan lijiye.
Dil cheez kya hai
aap merijaan lijiye.
Bas ek baar,bas ek baar,
Bas ek baarmera kaha,
maan lijiye
Maan lijiye, maan lijiye.

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play