Baazigar O Baazigar

by Alka Yagnik

hindiintermediate
Chords used
FmD#C#CG#
Key0
Size
O mera dil tha akela Tune khel aisakhela
Teri yaad mein jaagun raat bhar 
Baazigar o baazigarTu haibadha jaadugar 
O mera dil tha akela Tune khel aisakhela
Teri yaad mein jaagun raat bhar 
Bazigar mai bazigarDilvaalon ka mai dilbar 
O dil leke dil diya hai Sauda pyar kakiya he
Dil ki baazi jeeta dil haar kar 
Baazigar o baazigarTu haibadha jaadugar 
Chupkese ankho ke Raste tumere dil me samaya 
Chaahat ka jadu jagaakeMujhko devaana banaya 
Pehli nazar me bani hai 
Tu mere sapnon ki raani 
Yaad rakhegi ye duniya 
Apni vafaa ki kahaani 
O mera chain churaake
Meri neenden udaake
Kho na jaana kisi modh par 
Baazigar mai baazigar.....
Dhakdak dhadkta he ye dil Bolonakya keh rahahe 
Paas aao bata doon Nababa dar lag raha hai 
Mujhko galat na samajhna 
Maein nahin baadal aavara 
Dil ki deevaron pe maine 
Naam likha hai tumhaara 
O tere pyaar pe qurbaan
Mera dil meri jaan
Tujhe lag jaaye meri umar 
Baazigar o baazigar...

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play