Koi Kahe Kehta Rahe

by K.K

hindibeginner
Chords used
F#BEC#m
Key0
Size
Koi kahe kehta rahe kitnabhi humko diwana 
Koi kahe kehta rahe kitnabhi humko diwana 
Hum logo ki thokar mein hain yeh zamana 
Jab saaz hai awaaz hai firkisliye hichkichana 
Jab saaz hai awaaz hai firkisliye hichkichana 
Hoo Gaayenge hum apne dilon kataraana
Bigde duniya - bigadne bhi do
Jhagde duniya - jhagadne bhi do
Lade yeh duniya - ladne bhi do
Tum apni dhun mein gaaon
Duniya roothe - roothne do
Bandhan toote - tootne do
Koyi chhoote - chhootne do
Na gabhrao
Hum hai naye, andaazkyon ho purana 
Hum hai naye, andaazkyon ho purana 
Aankho me hain bijliyan saasonme tofaanhai
Darr kya hai aur haar kya humis se anjanhai
Hamaare liye hi to hai aasmaan aur zameen 
Sitare bhi hum tod lenge, hume hai yakin 
Ambar se hai aage humarathikaana
Hum hai naye, andaaz kyon ho purana 
Sapno ka jo desh hai haan hum wahihai pale 
Thode se dil phek hai thode se haimanchale. 
Jahan bhi gaye apna jadoo dikhaate rahen 
Mohabbat haseeno ko aksar sikhate rahe 
Aaye humein, dil aur neendey churaana.
Hum hai naye, andaazkyon ho purana 

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play