1Chaand Sitare Phool Aur Khushboo
3Chaand Sitare Phool Aur Khushboo
4Ye To Saare Puraane Hain
5Taaza Taaza Kali Khili Hai
9Are Kali Ghataye Barkha Sawan O O O
10Kaali Ghatayein Barkha Saawan
12Taaza Taaza Kali Khili Hai
16Andaz Hai Uske Naye Naye,
17Hai Naya Naya Deewanapan
19Andaz Hai Uske Naye Naye,
20Hai Naya Naya Deewanapan
21Peh nane Taj Jawaani Ka
22Hanske Laut Gaya Bachpan
23Geet Ghazal Sab Kal Ki Baatein
25Geet Ghazal Sab Kal Ki Baatein
26Uske Naye Taraane Hain
27Taaza Taaza Kali Khili Hai
31Hai Roop Mein Itna Saadapan,
32To Kitna Sundar Hoga Mann
34Hai Roop Mein Itna Saadapan,
35To Kitna Sundar Hoga Mann
36Bin Gahnein Aur Singaar Bina
37Vo To Lagti Hai Dulhan
38Kaajal Bindiya Kangan Jhumke
40Kaajal Bindiya Kangan Jhumke
41Ye To Guzare Zamane Hain
42Taaza Taaza Kali Khili Hai