Dil Cheer Ke Dekh

by Kumar Sanu

hindiintermediate
Chords used
BmEF#mAD
Key0
Size
Dil Cheer Ke DekhTera Hi Naam Hoga 
Teri Wafa Teri Sada TeraPayaam Hoga  
Aaj Bhari MehafilMein Koi BadnaamHoga
Teri Jafaa Tera SitamTujhape Ilzaam Hoga  
Is Dil Mein Kaisi Bekaraari Hain 
Tu Kya Jaane Tu KyaJaane
Ulfat Ke Aage Duniya HaariHain
Tu Kya Jaane Tu Kya Jaane 
Yu Dil Tod Dena MohabbatNahi
Mohabbat Hain Chaahat TijaaratNahi
Tijaarat Nahi
Toote Mere Is DilMein Intaqaam Hoga 
Teri Wafa Teri Sada TeraPayaam Hoga  
Aaj Bhari MehafilMein Koi BadnaamHoga
Teri Jafaa Tera SitamTujhape Ilzaam Hoga  
Dil Mera Tera Saudaayi Hai 
Kyon Na Maane Kyon NaMaane
Phitarat Mein Teri Bewafaayi Hai 
Kyon Na Maane Kyon Na Maane 
Main Tera Deewaana Hoon TeriKasam
Bada Sangdil Dil Tera Bereham 
Tera Bereham
Mere Labo Pe Tera HiKalaam Hoga 
Teri Wafa Teri Sada TeraPayaam Hoga  
Aaj Bhari MehafilMein Koi BadnaamHoga
Teri Jafaa Tera SitamTujhape Ilzaam Hoga  

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play