India Waale

by K.K

hindiintermediate
Chords used
BEAGF#m
Key0
Size
Ho maane ya koi maane na
Yahaan apni bhi thodi adaa
thoda andaaz hai
Aise hain chaahe waise hain
Arey jo bhi hain jaise hain
Khud pe humein naaz hai
Jaane na humko ye zamaana
Chaaho to humko aazmaana
Hum yaar-baaz hum jaal-saaz
Hum ishq-baaz dilwaale
Kehte hain humko pyar se India waale
Chhu lete dil ke taar se India waale
Har jeet cheen le haar se Indiawaale
Dushman ke chakke
chhuda de humIndiawale
Dushman ke chakke
chhuda de humIndiawale
Yun toh seedhebade..
Kabhi chahein to hathon se
lete laqeerein chura
O.. humko parwaahnahi
Jo bhi kehta hai,
kehne de jag ye bhala ya bura
Jaisi bhi marzi ho humaari
Karte hain aisihoshiyaari
Par dil se yaar jo le pukaar
To jaan nisaar kar daale
Kehte hain humko pyar se India wale
Chhu lete dil ke taar se India wale
Har jeet cheen le haar se Indiawaale
Dushman ke chakke
chhuda de humIndiaawale
Ungli pe sabko nachaa
dein humIndiawaale
Aankhon ki aankhon kichaabi se
Thoda betaabi se chupke se
khole dilon ketaale
Jaan dete, uskojahaan dete
Apna imaan dete jiski bhi
baahe gale medaale
Duniya se humko kya le jaana
Yaaron ke dil mein hothikana
Humein ek baar hota hai pyaar
Ye laakh baar kehla le
Kehte hain humko pyar se India wale
Chhu lete dil ke taar se India wale
Har jeet cheen le haar se Indiawaale
Dushman ke chakke
chhuda de humIndiaawale
Ungli pe sabko nachaa
dein humIndiawaale

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play