Phir Bhi Dil Hai Hindustani

by Udit Narayan

hindibeginner
Chords used
AmGC
Key0
Size
Hum logon ko samajh sako to
Samjho dilbar jaani
Jitna bhi tum samjhoge
U tani hogi hairaani
Apni chhatri tumko dedein
Kabhi jo barse paani
Kabhi naye packet mein
Bechein tumko cheez puraani
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhidil hai hindustani
Thode anari hain thodekhiladi
Ruk rukke chalti haiapni gaadi
Humein pyaar chahiye
Aur paise bhi
Hum aise bhi hain
Hum hain waise bhi 
Hum logon ko samajh sako to
Samjho dilbar jaani
Ulti seedhi jaisi bhi hai
Apni yehikahaani
Thodi hummein Khushiyaan bhi hain
Thodi hai nadaani
Thodi hum mein sachaai hai
Thodi beimaani
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhidil hai hindustani
Aankhon mein kuchh Aansoo hain
Kuchh sapne hain
Aansoo aur sapne
Donon hi apne hain
Dil dukha hai lekin
Toota to nahin hai
Umeed ka daaman
Chooka to nahin hai 
Hum logon ko samajh sako to
Samjho dilbar jaani
Thodi majboori hai lekin
Thodi hai manmaani
Thodi tu tu main main hai
Aur thodi kheecha taani
Hum mein kaafi baatein hain
Jo lagti hain deewani
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhidil hai hindustani

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play