Manike

by Jubin Nautiyal

hindibeginner
Chords used
C#mABG#m
Key0
Size
Haaye Yeh Meri Aankhein
Raat Bhar Kare Baatein
Teri YehTeri
Aaye Jo Teri Yaadein
Ruk Ruk Chale Saansein
Meri YehMeri
Haan Mujhe Pyar Hai TumseHaan
Tujhmein Hi To Mera Jahan
Man Haari Tan Haari
Sukumari Priyata ma
Hitha Langama Dawatena
Huru Pemaka Patale na
Ruwa Nari Mana hari
Sukumali Numba Tha ma
Nasha Sa Tera Ho Gaya Hai
Dil Yeh Mera Kho Gaya Hai
Tu Hi Tamanna Hai Tu Hi To Chahat Hai
Milti Tujhse Dil Ko Rahat Hai
Tu Hi Sukoon Hai
Tu Hi Fitoor Hai
Tera Bina Na Hi Jeena Kubool Hai
Tera Bina To Jeena Fizool Hai
Haan Mujhe Pyar Hai TumseHaan
Tujhmein Hi To Mera Jahan
Man Haari Tan Haari
Sukumari Priyata ma
Hitha Langama Dawatena
Huru Pemaka Patale na
Ruwa Nari Manaha ri
Sukumali Numba Tha ma
Tere Bina Nahi Meri
Shaam Ghuzar Payegi
Lele Mujhe Baahon Mein
Raat Sanvar Jayegi
Socha Nahi Kabhi Ke Tu
Paas Chali Aayegi
Hota Nahi Yakeen Lage
Jaan Nikal Jayegi
Haule Haule Dil Yeh Mera
Hone Laga Hai Yeh Tera
Zara Zara Meri Tarah
Tu Bhi Mujhe Dekhna
Haan Mujhe Pyar Hai TumseHaan
Tujhmein Hi To Mera Jahan
Man Haari Tan Haari
Sukumari Priyata ma
Hitha Langama Dawatena
Huru Pemaka Patale na
Ruwa Nari Manaha ri
Sukumali Numba Tha ma

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play