Aankhon Mein Tera Hi Chehra

by Aryans

hindibeginner
Chords used
GDAmC
Key0
Size
Aankhon me
Aankhon me
Aankhon me ho..
Aankhon me ha..
Aankhon me tera hi chehra 
Dhadkan me teri hi yaade 
Karti hai, Deewana
Haye kaha gayi wo raate 
Wo meethi meethi si baate 
Karti thi.....jo deewana 
Aankhon me tera hi chehra 
Dhadkan me teri hi yaade 
Karti hai, Deewana
Door jab se tum gayi ho 
Jab se mujhko bhool gayi ho 
Main hu deewana 
Lekar dil chura li aankhen 
Kar gayi mujhko teri yaade 
Deewana.. deewana
Maana ke tum saath nahi ho 
Mere dil ke paas nahi ho 
Maine ye mana 
Phir bhi aas lagi he dil me 
Tum aaogi mujhse milne 
Chupke chupke kah de dil me 
Deewana....mera deewana
Phir se aayengi wo raate 
Wo meethi meethi si baate 
Karti thi.....jo deewana 
Aankhon me tera hi chehra 
Dhadkan me teri hi yaade 
Karti hai, Deewana

Practice this song

Open an instrument and play along with the chords

Tap a chord to play